Wednesday 10 February 2016

Sad shayari in hindi 2016 Mujhe khamosh rahon mai tera saath chahiye tanha hai mera haath

Sad shayari in hindi 2016 Mujhe khamosh rahon mai tera saath chahiye tanha hai mera haath
Sad shayari in hindi 2016 Mujhe khamosh rahon mai tera saath chahiye tanha hai mera haath


New Songs 2017

main majboor, teri chahat aur shehar ka rang,
kab tak dekhoon ik jalti doapahr ka rang.

Bade dosti mein khasaare hain yaaron,
magar kya karein dil ke maare hain yaaron.

labon pe rakhkar khamoshi ka patthar,
main tujhse baat karna chahta hoon.

pucha asar se maine dil ka muaamla,
ek aahe sard khinch ke khamosh ho gaya.

ab mujko hai karar to sabko karar hai,
dil kya thehar gaya ke jamana thehar gaya.

meri tasvir to shishe me utar aati khud,
aayine par wo kabhi apni nazar to karte.

sakiya taal na pyaasa mujhe maykhane se,
mere hisse ki chalak jaayegi paimaane se.

jab shakhhe ghul chatak kar giri raaj ki tarah,
khushbu ka dil laraj utha, aawaz ki taraha.

usko dekha tha fakat do char lamho ke liye,
ho gaye tanha jahan mein, kitne sadiyon ke liye.

yahan tha wo to mujhe uska dhyan hi kab tha,
chala gaya hai to ghar hi ujaad lagta hai.

wo jo ik lafj mere lab pe sada hota hai,
wo sare-wajam kahan mujse adaa hota hai.

janta hu jab kabhi mausam ghulon ka aayega,
jard patton ka to main hi aasra reh jaunga.

maana ki ai hawa, tu nahi gir saki, magar,
dekha to hoga paat kahan se kahan gire.

jo shaksh sare jamane ka ranj sehta tha,
wo aaj raah mein mille gubar betha tha.

jo mere dil mein hai, logon se chupaaun kaise,
kaanch ke is shehar ko khaalid banau kaise.





















http://www.newsongshd.com/

No comments:

Post a Comment