Wednesday 10 February 2016

Hindi shayari love 2016 Kuch sochon to tera khayal aa jata hai kuch bolon to tera naam ajata hy

Hindi shayari love 2016 Kuch sochon to tera khayal aa jata hai kuch bolon to tera naam ajata hy
Hindi shayari love 2016 Kuch sochon to tera khayal aa jata hai kuch bolon to tera naam ajata hy





Waqt ke kitne hi dhagi se gujarna hai abhi,
jindagi hai kahi rang se marna hai abhi.

waada karke aur bhi aafat mein daala aapne,
jindagi muskil thi ab marna bhi muskil ho gaya.

guzri thi khushi ki chand ghadiyaan,
unhi ki yaad meri jindagi hai.

tere bagair ye ab jindagi kahan guzre,
kadam-kadam pe tere sath ka ghumaan guzre.

Ek lehja nahi karar jindagi ko,
Maut aaye bas aisi jindagi ko.

Humko humari maut bhi ab puchthi nahi,
Yu jindagi kisi ki khudaya basar n ho.

Jindagi h tama sojo-gudaj,
aye gam-e-insq teri umar daraj.

Yeh ranj yeh musibat hissa h jindagi ka,
gam ko khusi bnana kaam h aadmi ka.

sochte hain to kar guzarte hain,
hum to majdhar me utarte hain.

hum kaarobaar me the, to anmol thi anaa,
Bikne ko ab jis bhi bazar me aa padi.

choti choti aarzuon ko khilauna jankar,
jab bhi chaha, dil ko bacche ki tarah behla dia.

apke lab pe aur wafa ki kasam,
Kya kasam khayi hai khuda ki kasam.

yahan na me hu na tu hai na koi shehnaayi,
pahunch gayi hai teri aarzu kahan lekar.

ab teri jarurat hai kuch is tarah ki jaise,
har subah ko ik chai ki pyaali ki talab ho.

aankhein teri muntazir hain shayad
sote me bhi shab ko jagati hain.

Ummid kya fir aaye, gujri hui jawani,
waapsi n teer aaya, chutkar kabhi kama se.





















 
http://www.newsongshd.com/

No comments:

Post a Comment