Wednesday 10 February 2016

Hindi shayari on love 2016 Meri chahat ne usay khushi dedi badlay mai usnay mujhe sirf khamoshi daydi

Hindi shayari on love 2016 Meri chahat ne usay khushi dedi badlay mai usnay mujhe sirf khamoshi daydi
Hindi shayari on love 2016 Meri chahat ne usay khushi dedi badlay mai usnay mujhe sirf khamoshi daydi





Dil-purkhu ki ek gulabi se,
umar bar hum rahe sharabi se.

ghul ke chehre pe nazar aayi khizaa ki tehreer,
basal ke lamhe tere hijar ka haasil dekhein.

jahan me khelne wale sharabi sagar se,
Wo log hain jinhe ehsaane tishnagi hi nahi

Yaad aao mujhe lillah, n tum yaad karo,
meri aur apni jawani ko n barbad karo.

Juda kisi se kise ka garaj habib n ho,
yeh daag wo hai ki dushman ko bhi naseeb n ho.

Hijar ki raat katne wale,
kya karega agar sehar n hui,

Ueh bajm-e-meh hai ua kotah-dasti mein mehrumi,
jo badh ke khud utha le hath mein meena usi ka hai.

Aaye kuch abar kuch sharab aaye,
uske baad aaye ho ajab aaye.

Esliye to mere aanshuo ki keemat hai,
teri gali mein ye moti lutaye hai maine.

Aapki aankho mein aansu dekhkar,
aaj apne gham ka andaza hua.

Shabe-gam mein tare lutata raha hu,
mohabbat mein aansu bahata raha hu.

Thak gayi hai jaba to chup hokar,
kaam mein aanshuo ko laye hai.

Mere aansuo ki jara kadro-keemat,
chamakate hue inn siaro se pucho.

De diya sab atiba ne jawab,
tum n keh dena kahi, ham kya kare.

aur kisi dunia ke khaab dikhte hain,
sunte ho ye badal kise bulaate hain.

Najar aa gaya hai, wo jalwa nahi hai,
use dekhna kuch tamasha nahi hai.





















 
http://www.newsongshd.com/

No comments:

Post a Comment