Wednesday 10 February 2016

Shayari on love 2016 Tumse milnay se pehlay mai kuch na thi tum say milne ke baad zindagi ko pyaar karna seekha

Shayari on love 2016 Tumse milnay se pehlay mai kuch na thi tum say milne ke baad zindagi ko pyaar karna seekha
Shayari on love 2016 Tumse milnay se pehlay mai kuch na thi tum say milne ke baad zindagi ko pyaar karna seekha





Ham baithe hai yu muntjir iss rehgujar mein,
goya ki usi shok ke thehraye hue hai.

Yeh sab durust hai ki tum but bhi ho, khuda bhi ho,
magar niyaaz ke kaabil, yeh dil raha bhi ho.

Har raste pe dhund rahi hai najar unhe,
har rehgujar agarche wahi rehgujar nahi.

Shek ji, huro ke muskan ki to ye raah nahi,
kucha-e-yaar hau ye, aap kidhar jaate hai.

Jab main chahta hu teer kuche se katrake kabhi,
dil mujhe pher ke kehta hai, udhar ko chaliye.

Uthna wo tere dar se kisi namurad ka,
ek aahe-jere lab ka sahara liye hue.

Baithe udas, utte parisa, khafa chale,
puche to koi aapse kya aaye kya chale.

Bajuj rifakat-e-tanhai aasra n raha,
siwaye bekasi ab aur asana n raha.

Ham jhkam-e-dil hamare marham talak n pahuche,
ham unn talak n pahuche, wo ham talak n pahuche.

Baye kismat wo bhi kehte hai bura,
ham bure sabse bure hue jinke liye.

Bahut hi hausla-farsa hai aisi majburi,
tum aap aa n sake aur main bula n saka.

Gham-e-zindagi hai musalsal ajab,
gham-e-zindagi se safar bhi nahi.

Naseeb-e-subh se murjhaya jata hu wo pusp hai,
wo gul hai main jise shabnam bala-e-aasmani hai.

Maut maangu to rahe aarzo-e-khab mujhe,
dubne jaun to dariya mile payab mujhe.

Tanhayi-se-firaq ka aalam n puchiye,
goya kisi ke sog mein aalam khamosh tha.

Aa gaye jomf hi kuch kaam ki turbat mein 'asir',
ho gayi ktham qayamat mere uthte-uthte.





















 
http://www.newsongshd.com/

No comments:

Post a Comment